Inflation Calculator
Inflation Calculator aapko batata hai ki aaj ka paisa future me kitni value rakhega. Mahngai har saal paison ki kharid shakti kam karti hai. Agar aaj ₹1,00,000 ki value hai, to 10 saal baad shayad wahi paisa kam cheeze kharid payega. Ye calculator aapko real value dikhata hai taki aap apni investment planning sahi tareeke se kar sake.